haye rabba rabba
yara bade dil dariya hai yeh chahate
zindhgi ka ek zariya hai yeh chahate
likhi huyi ek dhundhli si tasveer pe
badla sa nazariya hai yeh chahate
bundo me nadiyaan hai, lamho me sadiyaan hai
nazre utaru ya sazda karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
haye rabba main kya karoon, haye rabba
yara bade dil dariya hai yeh chahate
zindhgi ka ek zariya hai yeh chahate
ek vans ke chingari se jal uthi
sapno ke phuljadiyaan hai ye chahate
bundo me nadiyaan hai, lamho me sadiyaan hai
nazre utaru ya sajda karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
haye rabba main kya karoon, haye rabba
armaan pagal hai zara
ambar ke baadal ki tarah thahre baarish me
apni hi dhun me dil chala
douda sa bhaaga man chala koi khwahish liye
iske khayalo ki apni hi duniya hai
usme jiyu ya phir tauba karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
rabba main kya karoon, rabba main kya karoon
haye rabba main kya karoon, haye rabba