People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 25 *

Honthon Pe Kisi Ka Naam
Singer: Suraiya
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Sanam(1951)
Tag: Hindi
Video:
kuchh samajh me nahi aata
hotho pe kisi ka naam, kisi ko akhiya kare salaam
ke iska kya matlab hai, ke iska kya matlab hai

jawani chhed rahi hai git, jawani chhed rahi hai git
kisi se huyi aapko prit, kisi se huyi aapako prit
ke iska ye matlab hai, ke iska ye matlab hai
ke iska ye matlab hai
sharam se chehra hua gulaabi, meri aankhe huyi sharaabi
ke iska kya matlab hai, ke iska kya matlab hai

kisi ne chheda dil ka taar, kisi ne chheda dil ka taar
chhana chhan bajne lagi sitaar
chhana chhan bajne lagi sitaar
ke iska ye matlab hai, ke iska ye matlab hai
ke iska ye matlab hai
nind na aaye saari raat chahe dil mulaaqaat
chahe dil mulaaqaat, chahe dil mulaaqaat mulaaqaat
ke iska kya matlab hai, ke iska kya matlab hai

kisi ko dil ne kiya manzur, kisi ko dil ne kiya manzur
raha na jaaye piya se dur, raha na jaaye piya se dur
ke iska ye matlab hai, ke iska ye matlab hai
ke iska ye matlab hai
Bolo Bolo Re Bhagwan
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Sanam(1951)
Tag: Hindi
Video:
bolo bolo re bhagwaan
bolo bolo re bolo bolo re
bolo bolo re bhagwaan
bolo bolo rebolo bolo re
kaisaa hai bhagwaan meraa jise dukhiyon ki pehchaan nahin
kaisaa hai bhagwaan meraa jise dukhiyon ki pehchaan nahin
duniyaa ke bhagwaan bataa
duniyaa ke bhagwaan bataa
kyaa tu meraa bhagwaan nahin
bolo bolo re bhagwaan
bolo bolo re bolo bolo re

chheen hi lenaa thaa jo unko meraa unhen banaayaa kyun
chheen hi lenaa thaa jo unko meraa unhen banaayaa kyun
bolo pyaar mitaane waale
bolo pyaar mitaane waale
toone pyaar sikhaayaa kyun
bolo bolo re bhagwaan
bolo bolo re bolo bolo re
bolo bolo re bhagwaan
bolo bolo re bolo bolo re

tere liye insaan khilauna khelo khelo khelo
tere liye insaan khilauna khelo khelo khelo
maalaye hai dil ke tukde
maalaye hai dil ke tikde
lelo lelo lelo
bolo bolo re bhagwaan
bolo bolo re
bolo bolo re
bolo bolo re bhagwaan
bolo bolo re
bolo bolo re

aaj tere darbaar mein dataa ham hain khade sawaali
ham hain khade sawaali aaj tere darbaar mein dataa
ham hain khade sawaali
ham hain khade sawaali
na rahegi jholi khaali
na rahegi jholi khaali
na rahegi jholi khaali
na rahegi jholi khaali
Duniya Wale Meri Duniya Lut Gayi
Singer: Suraiya
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Sanam(1951)
Tag: Hindi
Video:
duniya wale meri duniya lut gayi, lut gayi
duniya wale meri duniya lut gayi, lut gayi
aarzu royi tamanna lut gayi, aarzu royi tamanna lut gayi
duniya wale meri duniya lut gayi, lut gayi

bich me zalim zamana, aa gaya haye aa gaya
bich me zalim zamana, aa gaya haye aa gaya
do dilo ki aaj duniya lut gayi, lut gayi
aarzu royi tamanna lut gayi
duniya wale meri duniya lut gayi, lut gayi

milke sajan se bichhadna tha meri takdir me
milke sajan se bichhadna tha meri takdir me
bha gaya dil dil ki duniya lut gayi, lut gayi
aarzu royi tamanna lut gayi
duniya wale meri duniya lut gayi, lut gayi
Mai Keh Du Tumko
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Sanam(1951)
Tag: Hindi
Video:
mai kah du tumko chor to bolo
to bolo kya karoge, to bolo kya karoge
aur abhi macha du shor to bolo
to bolo kya karoge, to bolo kya karoge

mai chori chori aau aur dil me tere bas jau
ho aur dil me tere bas jau
mai chori chori aau aur dil me tere bas jau
ho aur dil me tere bas jau
aur ban jau chit chor
to bolo kya karoge, to bolo kya karoge
mai kah du tumko chor to bolo
to bolo kya karoge, to bolo kya karoge

itna na pyar bhadao unchi na patange udao
ho ji unchi na patange udao
itna na pyar bhadao unchi na patange udao
ho ji unchi na patange udao
kahi kachhi rah gayi dor
to bolo kya karoge, to bolo kya karoge
mai kah du tumko chor to bolo
to bolo kya karoge, to bolo kya karoge

hum dur desh me jake ek nai patang manga ke
ji ek nai patan manga ke
hum dur desh me jake ek nai patang manga ke
ji ek nai patan manga ke
bandhenge dil ki dor
to bolo kya karoge, to bolo kya karoge
Ye Kehti Hai Duniya
Singer: Suraiya
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Sanam(1951)
Tag: Hindi
Video:
aa aa aa aa aa aa
ye kahti hain duniya, tujhe bhul jaau
chale dil pe chhuriya, magar muskuraau
magar muskuraau
ye kahti hain duniya, tujhe bhul jaau
tujhe bhul jaau
ye kahti hain duniya, tujhe bhul jaau
tujhe bhul jaau

sunaau kise aansuo ka fasana
sunaau kise aansuo ka fasana
bataye mujhe ye to mujhe zalim jamana
ki apani hi duniya main kaise mitau
kaise mitau
ye kahti hain duniya, tujhe bhul jaau
tujhe bhul jaau

basaya tha chhup chhup ke baag-e-mohabbat
basaya tha chhup chhup ke baag-e-mohabbat
jalaya tha khud hi tera chirag-e-mohabbat
use apane daman se kaise bujhau
kaise bujhau
ye kahti hain duniya, tujhe bhul jaau
tujhe bhul jaau
Bedard Shikari O Bedard
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Sanam(1951)
Tag: Hindi
Video:
bedard shikaari are bedard shikaari
bedard shikaari are bedard shikaari
sun baat hamaari are bedard shikaari
bedard shikaari are bedard shikaari

samajha hai ise tune amiro ka khilauna
samajha hai ise tune amiro ka khilauna
duniyaa me garibo ki kabhi aayegi baari
bedard shikaari are bedard shikaari
bedard shikaari are bedard shikaari

itna to zara soch yeh beta hai kisi ka
itna to zara soch yeh beta hai kisi ka
kya jaane kaha yaad me maa roye bechaari
bedard shikaari are bedard shikaari
bedard shikaari are bedard shikaari

tute hai tere pakh magar ud ke dikha de
jo saamane aaye use thokar se mita de
tu aah se sansaar me tufaan utha de
har aas ko fariyaad se ek aag bana de
pinjare ko jala de are pinjare ko jala de
aa jaao mere laal ye maa ro ke pukaare
aa jaao mere laal ye maa ro ke pukaare
aa jaao mere laal ye maa ro ke pukaare
aa jaao mere laal ye maa ro ke pukaare
Mere Chahne Wale Hazar
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Album: Sanam(1951)
Tag: Hindi
Video:
mere chahne wale hazar, mere chahne wale hazar
mujhe tu maf karna, mujhe tu maf karna
nahi tumse karungi mai pyar
nahi tumse karungi mai pyar
mujhe tu maf karna, mujhe tu maf karna

b.a. l.l.b ho fail sikho mujhse pyar ka khel
b.a. l.l.b ho fail sikho mujhse pyar ka khel
aji maine kaha tumhe karna padega pyar
tumhe karna padega pyar
mujhe tu maf karna, mujhe tu maf karna
mere chahne wale hazar, mere chahne wale hazar
mujhe tu maf karna, mujhe tu maf karna

khat likhte hai mujhko log up aur bangal se bangal se
maine bhi ek khat likha tha rani ji bhopal se bhopal se
aji maine kaha bas apna kaho ek baar
bas apna kaho ek baar
mujhe tu maf karna, mujhe tu maf karna
mere chahne wale hazar, mere chahne wale hazar
mujhe tu maf karna, mujhe tu maf karna

ek hai dil lakho diwane sama ek lakho parwane
ek hai dil lakho diwane sama ek lakho parwane
aji maine kaha ab kis se karu mai pyar
ab kis se karu mai pyar
mujhe tu maf karna, mujhe tu maf karna
mere chahne wale hazar, mere chahne wale hazar
mujhe tu maf karna, mujhe tu maf karna
Piya Piya Rat Ke
Singer: Suraiya
Tag: Hindi
Video:
piya piya rat ke piya piya rat ke
main ho gyi papiha
haye piya piya haye piya piya
piya piya rat ke
main ho gayi papiha
haye piya piya haye piya piya

kaliyo ka muh bhanvra chume
sawan nache birahan jhume
chand hai dekhe aur pulkit jaye
chand hai dekhe aur pulkit jaye
haye piya piya haye piya piya
piya piya rat ke main ho gyi papiha

sajan ji base is ghar se
bin mosam ye nayna barse
sajan ji base is ghar se
bin mosam ye nayna brse
aage dikha do more kuvar kanahiya
aage dikha do more kuvar kanahiya
haye piya piya haye piya piya
piya piya rat ke main ho gayi papiha
haye piya piya haye piya piya

dhan paka majhar bhar aaye
dhan paka majhar bhar aaye
fulan khu se man lahraye
fulan khu se man lahraye
git yaha hai aur dur gavaiya
git yaha hai aur dur gavaiya
hayr piya piya haye piya piya
piya piya rat ke main ho gayi papiha
haye piya piya haye piya piya
Pee Gore Gore Haathon Mein
Singer: Suraiya
Tag: Hindi
Video:
pi gore gore hatho me
chalke jawani jhum jhum ke
pi gore gore hatho me
chalke jawani jhum jhum ke, pi

man mastana nache o o o
man mastana nache o o o
mast ghataye gaaye
rimjhim rimjhim rimjhim
mast ghataye gaaye
rimjhim rimjhim rimjhim
titli ban kar main udti hu
duniya bane diwani
titli ban kar main udti hu
duniya bane diwani
chalke jawani jhum jhum ke
pi gore gore hatho me
chalke jawani jhum jhum ke pi

naino me bas chanda chamke
naino me bas chanda chamke
raato me pahne hai, taro ke chunar dil pe
raato me pahne hai, taro ke chunar dil pe
solah singar karke
solah singar karke
Koi Mere Sapno Aa Gaya
Singer: Suraiya
Music: Hansraj Behl
Lyricist: Prem Dhawan
Album: Resham(1952)
Tag: Hindi
Video:
koi mere sapno me aa gaya
pyar banke, pyar banke
zindagi pe chha gaya bahar banke
ae ae ae ae ae ae
koi mere sapno me aa gaya
pyar banke, pyar banke

adao ko ada nayi sikha gaya
adao ko ada nayi sikha gaya
muskurake gungunake
dil mera lubha gaya
muskurake gungunake
dil mera lubha gaya
isi ka naam preet hai
ye zindagi ke geet hai
ye zindagi ke geet hai
ye zindagi ke geet hai
ye zindagi ke geet hai
ae ae ae ae ae ae
koi mere sapno me aa gaya
pyar banke, pyar banke

ye mithe mithe sapne tut jaye na
ye mithe mithe sapne tut jaye na
ye sahare nazare mujhse ruth jaye na
ye sahare nazare mujhse ruth jaye na
isi ka naam preet hai
ye zindagi ke geet hai
ye zindagi ke geet hai
ye zindagi ke geet hai
ye zindagi ke geet hai
ae ae ae ae ae ae
koi mere sapno me aa gaya
pyar banke, pyar banke
zindagi pe chha gaya bahar banke
ae ae ae ae ae ae
koi mere sapno me aa gaya
pyar banke, pyar banke
Hum Dono Jaha Apne
Singer: Suraiya
Music: Hansraj Behl
Lyricist: Prem Dhawan
Album: Resham(1952)
Tag: Hindi
Video:
hum dono jahan apne ulfat me luta baithe
hum dono jahan apne ulfat me luta baithe
manzil ko bhi kho baithe
sathi bhi ganwa baithe

bas ye hai kusur apna
bas ye hai khata apni
bas ye hai kusur apna
bas ye hai khata apni
bas ye hai khata apni
ek geet mohabbat ka
hum bhul ke ga baithe
hum dono jahan apne ulfat me luta baithe

jo dil ka sahara the
wo tod gaye dil ko
jo dil ka sahara the
wo tod gaye dil ko
wo tod gaye dil ko
jo aankh me baste the
wo aankhe chura baithe
hum dono jahan apne ulfat me luta baithe

roti hai tamannaye
aur hansti hai barbadi
roti hai tamannaye
aur hansti hai barbadi
mat puchho kahan tak hum
khud ko hai mita baithe
hum dono jahan apne ulfat me luta baithe
Ek Tu Hi Ek Aas Teri
Singer: Suraiya
Music: Hansraj Behl
Lyricist: Prem Dhawan
Album: Resham(1952)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Resham/Ek-Tu-Hai-Ek-Aas-Teri-Re-Murliwale/GAICQUNlRAs
Video:
ek tu hai ek aas teri re
murliwale murliwale
tu na sune kaun sune meri re
murliwale murliwale
tu na sune kaun sune meri re
murliwale murliwale

phul nahi phulwari luti
phul nahi phulwari luti
badal se ja bijli tuti
badal se ja bijli tuti
bijli tuti bijli tuti
mere hatho miti duniya meri re
murliwale murliwale
tu na sune kaun sune meri re
murliwale murliwale

phul ko daali se mila de
bigdi bana de bichhde mila de
bigdi bana de bichhde mila de
bigdi bana de
tu chahe to kya hai phir der re
murliwale murliwale
ek tu hai ek aas teri re
murliwale murliwale
tu na sune kaun sune meri re
murliwale murliwale
ho murliwale ho murliwale
ho murliwale ho murliwale
ho murliwale ho murliwale
ho murliwale ho murliwale
Uss Waqt Kya Kare
Singer: Suraiya
Music: K. Dutta
Lyricist: Shiv Kumar
Tag: Hindi
Video:
us waqt kya kare koi us waqt kya kare
jab husn jawani josh nahi
masti ke adaye hosh ho
jab husn jawani josh nahi
masti ke adaye hosh ho
dil ko kuch kaha kare
us waqt kya kare us waqt kya kare koi
us waqt kya kare
jab sunane mein man cahnchal ho
jab armano mein halchal ho
jab sunane mein man cahnchal ho
jab armano mein halchal ho
aankh mein koi kaha kare
us waqt kya kare us waqt kya kare koi
us waqt kya kare

chand aur taro ka mela ho
aise mein koi akela ho
aise mein koi akela ho
jab madhur chandni hansa kare
us waqt kya kare koi
us waqt kya kare
jab dil mein koi tamnna ho
jab dil mein koi tamnna ho
aur dil ko uska pta na ho
aur dil ko uska pta na ho
jee aisa waisa hua kare dil kya kare
us waqt kya kare
us waqt kya kare

jab husn jawani josh nahi
masti ke adaye hosh ho
jab husn jawani josh nahi
masti ke adaye hosh ho
dil ko kuch kaha kare
us waqt kya kare
us waqt kya kare koi
us waqt kya kare
Jaane Waale Zara
Singer: Suraiya
Music: K. Dutta
Lyricist: Shiv Kumar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rang-Mahal/Janewale-Jara/Gl1YQzxgVGA
Video:
( jaanewaale
jaanewaale zaraa duniyaa kaa chalan dekhataa jaa ) -2
ek nazar apane binaa haal-e-chaman dekhataa jaa
jaanewaale

ye mohabbat kaa taqaazaa thaa hu_aa tu jo shahid
kyun na khush hun ke meri puri hu_i aaj ummid
jaan to hans ke liye jaan ko khone waale -2
dekh majabur khade hai tere rone waale
dete du_aa tak bhi nahi ahal-e-watan dekhataa jaa
jaanewaale

muskaraataa hu_aa kis shaan se aayaa hai tu
gayaa to wo khushi kaa ko_i laayaa hai tu
jaanisaari me teri dulhaa banaayaa hai tu
mujhako rulaa gayaa jo khun me nahaayaa hai tu
dete hai ham tujhe ragin qafan dekhataa jaa
jaanewaale -2
Rootho Na Tum
Music: K. Dutta
Lyricist: Shiv Kumar
Tag: Hindi
Video:
rutho na tum bahar me, rutho na tum bahar me
mausam ae khush gawar me, mausam ae khush gawar me
jao ji dil chura liya, jao ji dil chura liya
tumne to pyar pyar me, tumne to pyar pyar me

uthti hui jawaniya, uthti hui jawaniya
kahti hai kuch kahaniya, dil nahi preet ki aag me
mausam ae khush gawar me

udhed bun ka maza paya dil lagane me
gujar saku to hai din rat tane bane me
ye khus nasib jo jode wo kamyab hue
ulajh ulajh ke tumhari najar churane me
hum rahe intzar me mausam khush gawar me

chhodo ye dore tut na jaye hamare
isse bandhungi tumhe pyar me pyare
mai jab tumhe karungi mai payar ki yadgar me
mausam ae khush gawar me, rutho na tum bahar me
mausam ae khush gawar me, jao ji dil chura liya
tumne to pyar pyar me

rutho na tum bahar me, mausam ae khush gawar me
jao ji dil chura liya, tumne to pyar pyar me
Yeh Kisiki Yaad Aagayi
Singer: Suraiya
Music: Hansraj Behl
Lyricist: Anjum Jaipuri
Album: Rajput(1951)
Tag: Hindi
Video:
ye kiski yaad aa gayi
bahar ban ke chha gayi
hasin raat ho gayi
jawaniyo me kho gayi
dil bhi bekarar hai
tera intzaar hai
tera intzaar hai

ye chandni nikhar gayi
ye chandni nikhar gayi
ye zindagi sanwar gayi
gulo ko aa gayi hansi
labo pe chha gayi khushi
nigaah me khumar hai
tera intzaar hai
tera intzaar hai

sitare muskura diye
sitare muskura diye
najaare gunguna diye
hawa ne jhum jhum kar
kaha kali ko chum kar
mujhko tujhse pyar hai
tera intzaar hai
tera intzaar hai
Raste Pe Hum Khade Hain
Singer: Suraiya
Music: Hansraj Behl
Lyricist: Kaif Irfani
Album: Rajput(1951)
Tag: Hindi
Video:
rasate pe ham khade hai dil-e-beqaraar lekar
guzaroge kab idhar se apani bahaar le kar
rasate pe ham khade hai

thodaa saa pyaar de do ham zindagi banaa le
ho o o thodaa saa pyaar de do ham zindagi banaa le
ham zindagi banaa le
thodaa saa pyaar le kar
rasate pe ham khade hai dil-e-beqaraar lekar
guzaroge kab idhar se

aramaan machal-machal kar tujhase ye kah rahe hai
ho o o aramaan machal-machal kar tujhase ye kah rahe hai
aanaa o pyaar waale aankho me pyaar le kar
rasate pe ham khade hai dil-e-beqaraar lekar
guzaroge kab idhar se

aawaaz de rahi hai shaam-e-bahaar tumako
ho o o aawaaz de rahi hai shaam-e-bahaar tumako
shaam-e-bahaar tumako
daaman me muskaraate phulo ke haar le kar
rasate pe ham khade hai dil-e-beqaraar lekar
guzaroge kab idhar se apani bahaar le kar
rasate pe ham khade hai
Apna Jinhe Banaya
Singer: Suraiya
Music: Naushad
Lyricist: Shakeel Badayuni
Album: Natak(1947)
Tag: Hindi
Video:
apna jinhe banaya
thukra ke wo sidhare
thukra ke wo sidhare
thukra ke wo sidhare
tute na is tarah se
dushman ke bhi sahare
dushman ke bhi sahare
dushman ke bhi sahare

dil ki har ek dhadkan fariyaad ho gayi hai
aabad thi jo duniya barbad ho gayi hai
dar dar bhatak rahe hai
hum ranj-o-ghum ke maare
hum ranj-o-ghum ke maare
hum ranj-o-ghum ke maare

aankhe kaha se laye ye dekhne ko haye
koi kisi ko khoye koi kisi ko paye
hans kar koi gujare
ro kar koi gujare
ro kar koi gujare
ro kar koi gujare

bigde na yu mukaddar badle na yu zamana
apne liye kafat hai apna hi aashiyana
hai aaj wo paraye
kal tak jo the humare
kal tak jo the humare
kal tak jo the humare
Dil Leke Chale Toh Nahi Jaogi
Singer: Suraiya
Music: Naushad
Lyricist: Shakeel Badayuni
Album: Natak(1947)
Tag: Hindi
Video:
dil leke chale to nahi jaoge
dil leke chale to nahi jaoge
raja ji ho raja ji
raja ji ho raja ji

pyar ko gudgudaya hai tumne
pyar ko gudgudaya hai tumne
mohe apna banaya hai tumne
mohe apna banaya hai tumne
najro se to naahi giravoge
najro se to naahi giravoge
raja ji ho raja ji
dil leke chale to nahi jaoge
raja ji ho raja ji

tumse naina mile kho gayi main
jaagte jaagte so gayi main
tumse naina mile kho gayi main
jaagte jaagte so gayi main
is nindiya se to na jagavoge
is nindiya se to na jagavoge
raja ji ho raja ji
dil leke chale to nahi jaoge
raja ji ho raja ji

dhan jaha hai mohabbat wahi hai
dhan jaha hai mohabbat wahi hai
dhan bina pyar kuch nahi hai
dhan bina pyar kuch nahi hai
nirdhan pe julm to nahi dhavoge
nirdhan pe julm to nahi dhavoge
raja ji ho raja ji
dil leke chale to nahi jaoge
raja ji ho raja ji
Na Ho Koi Jaha Chale
Singer: Suraiya, Amar
Music: Naushad
Album: Natak(1947)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Natak/Na-Ho-Koi-Jahan-Chale-Hum-Tum/EVEPdiZUUlk
Video:
na ho koi jaha
na ho koi jaha
chale hum tum waha
na ho koi jaha
na ho koi jaha
chale hum tum waha

dhadke dil mil mil ke nikle arma
dhadke dil mil mil ke nikle arma
na ho koi jaha
na ho koi jaha
chale hum tum waha

yuhi gaate rahe gungunate rahe
yuhi gaate rahe gungunate rahe
furkat ke ghum na sahe
furkat ke ghum na sahe
yuhi hum aapko yaad aate rahe
milke ye do dil kahe
yuhi hum aapko yaad aate rahe
milke ye do dil kahe
kabhi aaye na apne chaman me khiza
kabhi aaye na apne chaman me khiza
na ho koi jaha
na ho koi jaha
chale hum tum waha

kahi apna banake na dena daga
kahi apna banake na dena daga
hai ye duniya bewafa
hai ye duniya bewafa
nahi mumkin ke tumse karu main jafa
honge na hum tum juda
nahi mumkin ke tumse karu main jafa
honge na hum tum juda
rahe yuhi humari mohabbat jawa
rahe yuhi humari mohabbat jawa
na ho koi jaha
na ho koi jaha
chale hum tum waha
na ho koi jaha
na ho koi jaha
chale hum tum waha
Kale Kale Aaye Badarva
Singer: Suraiya
Music: Naushad
Lyricist: Shakeel Badayuni
Album: Natak(1947)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Natak/Kale-Kale-Aaye-Badarwa/XSEDWgFmGkM
Video:
kale kale aaye badarva
aavo sajan more aavo
kale kale aaye badarva
aavo sajan more aavo

jab sawan ki rut aaye sajanwa
jiya pe laage more thesh
aise me tum more sajanwa
kaahe gaye pardesh
jab sawan ki rut aaye sajanwa
jiya pe laage more thesh
aise me tum more sajanwa
kaahe gaye pardesh
ho kale kale aaye badarva
aavo sajan more aavo
kale kale aaye badarva
aavo sajan more aavo

jab panghat pe sakhiyan ke sang main
paniya bharan ko jau
chhalak pade nainan ki gagri
ro ro neer bahau
jab panghat pe sakhiyan ke sang main
paniya bharan ko jau
chhalak pade nainan ki gagri
ro ro neer bahau
ho kale kale aaye badarva
aavo sajan more aavo
kale kale aaye badarva
aavo sajan more aavo

are hare hare ye khet sajanwa
kate to phir ugi aaye
gayi jawani bit to sajna
nahi laut ke aaye
are hare hare ye khet sajanwa
kate to phir ugi aaye
gayi jawani bit to sajna
nahi laut ke aaye
ho kale kale aaye badarva
aavo sajan more aavo
kale kale aaye badarva
aavo sajan more aavo
kale kale aaye badarva
aavo sajan more aavo
kale kale aaye badarva
aavo sajan more aavo
Tere Gam Ke Sahare
Singer: Suraiya
Lyricist: Kaif Irfani
Album: Naach(1949)
Tag: Hindi
Video:
tere gam ke sahare jee rahi hai jindagi meri
tere gam ke sahare jee rahi hai jindagi meri
judai jahar hai par pee rahi hai jindagi meri
mere sine pe aise teer chhode hai jamane ne
mere sine pe aise teer chhode hai jamane ne
ki dil ke jakham
ab tak see rahi hai jindagi meri
ki dil ke jakham
ab tak see rahi hai jindagi meri

meri duniya mein tu aaye
ujala pyar ka chhaye
meri duniya mein tu aaye
ujala pyar ka chhaye
kisi hasart ko lekar
jee rahi jindagi meri
kisi hasart ko lekar
jee rahi jindagi meri

kahani dard ki ab kah rahi hai
dil jale aansu
kahani dard ki ab kah rahi hai
dil jale aansu
fasana pyar ka likhati rahi
jindagi meri
tere gam ke sahare jee rahi hai jindagi meri
Jo Tum Badle Jaha Badla-1
Lyricist: Mulkraj Bhakri
Album: Naach(1949)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naach/Ishq-Humein-Barbad/BiQDHEx8ZlU
Video:
ishq mein maharoomiyaan naakaamiyaan barabaadiyaan
meri qismat mein jo likkha hai mujhe maaloom hai

jo tum badale jahaan badala nazar badali zamaane ki -2
ye aansu chaar baaki hain nishaani dil lagaane ki
jo tum badale jahaan badala

ujadana isako kahate hain bigadana isako kahate hain
ke na tinake rahe na shaak baaqi aashiyaane ki

jo tum badale jahaan badala nazar badali zamaane ki -2
ye aansu chaar baaki hain nishaani dil lagaane ki
jo tum badale jahaan badala

zara ruk jaao mere aansuon bahane se ruk jaao
abhi to ibteda hi hai mere gam ke fasaane ki

jo tum badale jahaan badala nazar badali zamaane ki -2
ye aansu chaar baaki hain nishaani dil lagaane ki
jo tum badale jahaan badala
Baat Taku Mai Teri
Singer: Suraiya
Lyricist: Mulkraj Bhakri
Album: Naach(1949)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naach/Baat-Takoon-Main/GDoFeR1WYl4
Video:
baat taku main teri kothe chadh ke
baat taku main teri kothe chadh ke
aaja mere balma bahana kar ke
aaja mere balma bahana kar ke
baat taku main teri kothe chadh ke
baat taku main teri kothe chadh ke
aaja mere balma bahana kar ke
aaja mere balma bahana kar ke

ho sawan aaya hai aayi thandi hawaye
thandi hawaye
ho sawan aaya hai aayi thandi hawaye
thandi hawaye
sath sath layi hai wo kali ghataye
kali ghataye
sath sath layi hai wo kali ghataye
kali ghataye
acha nahi rahna duniya se dar ke
acha nahi rahna duniya se dar ke
aaja mere balma bahana kar ke
aaja mere balma bahana kar ke

pak gayi ankhiya tak tak raah
pak gayi ankhiya tak tak raah
dil me jagi hai tere milne ki chah
milne ki chah
dil me jagi hai tere milne ki chah
milne ki chah
tere milne ko mera jiya dhadke
tere milne ko mera jiya dhadke
aaja mere balma bahana karke
aaja mere balma bahana karke

ho ke diwani main to tere pyar me
tere pyar me
ho ke diwani main to tere pyar me
tere pyar me
khadi hu sajan tere intzaar me
intzaar me
khadi hu sajan tere intzaar me
intzaar me
dil me aankho me teri yad bharke
dil me aankho me teri yad bharke
aaja mere balma bahana karke
aaja mere balma bahana karke
baat taku main teri kothe chadh ke
baat taku main teri kothe chadh ke
aaja mere balma bahana karke
aaja mere balma bahana karke
Chhaya Sama Suhana
Lyricist: Kaif Irfani
Album: Naach(1949)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Naach/Chhaya-Sama-Suhana/GxkaYj9hbkY
Video:
chhaayaa samaan suhaanaa ho chhaayaa samaan suhaanaa
chhaayaa samaan suhaanaa ho chhaayaa samaan suhaanaa
aramaan machal rahe hai hotho pe hai taraanaa -2
dil kis tarah sambhaale haay jawaan zamaanaa

chhaayaa samaan suhaanaa ho chhaayaa samaan suhaanaa
chhaayaa samaan suhaanaa ho chhaayaa samaan suhaanaa
aankho me hai bahaare ab ham jise pukaare -2
kisase kahe nigaahe ye pyaar kaa fasaanaa

ho chhaayaa samaan suhaanaa ho chhaayaa samaan suhaanaa
chhaayaa samaan suhaanaa ho chhaayaa samaan suhaanaa
sunataa na ho kahi wo baithaa na ho kahi wo -2
karate ho pyaar jisase dil jisape hai lutaanaa

ho chhaayaa samaan suhaanaa ho chhaayaa samaan suhaanaa
chhaayaa samaan suhaanaa ho chhaayaa samaan suhaanaa
o chaand chaudahwi ke mai hun teri chakori -2
meraa dil na tod denaa mat kar galat uthaanaa
ho chhaayaa samaan suhaanaa ho chhaayaa samaan suhaanaa
chhaayaa samaan suhaanaa ho chhaayaa samaan suhaanaa