o jane wale balamwa laut ke aa laut ke aa
ja mai na tera balamwa bewafa bewafa
o jane wale balamwa laut ke aa laut ke aa
ja mai na tera balamwa bewafa bewafa
tere bin mera jiya lage na kahi bhi piya
haye lage na yad nahi chode teri
dunia andheri meri ab jau kaha
dil ko le sarka hai dard piya laut ke aa laut ke aa
dil ko le sarka hai dard piya laut ke aa laut ke aa
o jane wale balamwa laut ke aa laut ke aa
ja mai na tera balamwa bewafa bewafa
ghadi ghadi panghat pe aana
jhuth muth ki preet jatana
phir aur kisi se aanhk mila kar jana mujhe yad hai
jhutho se kahe bolu ja ri ja bewafa bewafa
jhutho se kahe bolu ja ri ja bewafa bewafa
o jane wale balamwa laut ke aa laut ke aa
ja mai na tera balamwa bewafa bewafa
aaja kahi dur chale
aaja kahi dur chale
duniya ki aankho se haye re haye
chhup chhup pyar kare
duniya ki aankho se haye re haye
chhup chhup pyar kare
aaja kahi dur chale
tumhe kis ka dar hai
tumhe kis ka dar hai
nayno me base tum ho haye re haye
dil me tera ghar hai
nayno me base tum ho haye re haye
dil me tera ghar hai
tumhe kis ka dar hai
jisne pyar kiya
jisne pyar kiya
duniya walo ne haye re haye
usko par kiya
duniya walo ne haye re haye
usko par kiya
jisne pyar kiya
aag lage jag ko
aag lage jag ko
fute nayna jo haye re haye
dekh sake na hum ko
fute nayna jo haye re haye
dekh sake na hum ko
aag lage jag ko
aas dilaye ja
aas dilaye ja
dag mag dole na jiya haye re haye
dhir bandhaye ja
dag mag dole na jiya haye re haye
dhir bandhaye ja
aas dilaye ja
tu sajan mera
tu sajan mera
jab tak sans chale haye re haye
nam japu tera
jab tak sans chale haye re haye
nam japu tera
tu sajan mera
aaja kahi dur chale
aaja kahi dur chale
duniya ki aankho se haye re haye
chhup chhup pyar kare
duniya ki aankho se haye re haye
chhup chhup pyar kare
aaja kahi dur chale
tum dilli main aagra dil se nikle haye fasla
fasla sau kosh ka hum me sawan bito jaye
tum bhi sache main bhi sachi
badal ghir ghir aaye
meri ma meri maa ye na samjhe
chhore ka dil sau bal khaye
dekh mar jaye na tera sajan kahi
kya kahu main piya bat bas ki nahi
maa ko dam deke aa jao
meri kasam jiya chain paye
meri maa meri maa ye na samjhe
chhore ka dil sau bal khaye
meri maa meri maa ye na samjhe
chhore ka dil sau bal khaye
tum dilli mai aagre dil se nikle haye fasla
fasla sau kosh ka humne sawan bito jaye
tum bhi sache main bhi sachi
badal ghir ghir aaye
meri ma meri maa ye na samjhe
chhore ka dil sau bal khaye
aas roti hai aur dil paresan hai
tera sajan koi dam ka mehman hai
aake surat dikha jao meri kasam
kale badal aaye
aake surat dikha jao meri kasam
kale badal aaye fasla fasla sau kosh ka
hum me sawan bito jaye fasla
fasla sau kosh ka hum me sawan bito jaye
tum dilli mai aagre dil se nikle haye fasla
fasla sau kosh ka humme sawan bito jaye
tum bhi sache mai bhi sachi
badal ghir ghir aaye
meri ma meri maa ye na samjhe
chhore ka dil sau bal khaye
ek bar unhe mila de ek bar unhe mila de
phir meri tauba maula phir meri tauba
ab to lagi bujha de aji dil ki lagi bujha de
phir meri tauba maula phir meri tauba
waro ki bala se bijli chamke
ya ghata chhaye gadha bole kahi ya kan me
koyal ki kuk aaye wo kya jane papiha
kisliye pihu ki dhun gaye
jara joru ki furkat me tadapto ki suno
ek bar unhe mila de phir meri tauba maula
phir meri tauba ab to lagi bujha de
aji dil ki lagi bujha de phir meri tauba maula
phir meri tauba
har ek lab ke daman hai mere nate
kasam hamari jo gaye na joruo wale
ek bar unhe mila de phir meri tauba maula
phir meri tauba ab to lagi bujhade
aji dil ki lagi bujha de phir meri tauba maula
phir meri tauba
tum hardum nind me hum aur jagana tera
rat ko loriya de deke sulana tera
yaad aata hai to dil roke yahi kahta hai
phir meri tauba maula phir meri tauba
ab to lagi bujha de aji dil ki lagi bujha de
phir meri tauba maula phir meri tauba
bekhabar jaag zara, bekhabar jaag zara
bekhabar jaag zara, bekhabar jaag zara
kiski aulad hai tu itani khabar hai ke nahi
aaj bhi kadamo me tere ye jhuki jaaye zami
kyonki ye teri hai har zarra hai isaka tera
bekhabar jaag zara, bekhabar jaag zara
bulbule aaj bhi bago me yahi gaati hai
haye kya shaan thi nawabo ki duharati hai
sun ke jo phul khila jhum ke ye kehane laga
bekhabar jaag zara, bekhabar jaag zara
raajputo ki shaugat ki kahani sun le
kaun the tere bade meri zubani sun le
unki aulaad se mujh ko hai bas itanaa shikwaa
bekhabar jaag zara, bekhabar jaag zara
?? kabhi madhosh hua
jaag o unche nisha waale tu behosh hua
ud gai sone ki chidiyaa raha khaali pinjra
bekhabar jaag zara, bekhabar jaag zara
phut aapas me padi ghar tera barbad hua
teri barbadi pe dushaman tera aabaad hua
hosh kar ab to gale bhai ke bhai lag jaa
bekhabar jaag zara, bekhabar jaag zara
mujhe din raat lagi tere jagaane ki hai dhun
madar-e-hind ke laado pale kuchh meri bhi sun
tez-rafatar zamane se kadam uth ke milaa
bekhabar jaag zara, bekhabar jaag zara
aaj har mulk ke soye hue bedar huye
tifal jo ghutano ke bal chalate the hoshiyar huye
magar o nind ke matawale tu soya hi raha
bekhabar jaag zara, bekhabar jaag zara