aa aa aa aa
yeh kotha, yeh ghungroo
yeh mujra, yeh gana
yeh kotha, yeh ghungroo
yeh mujra, yeh gana
meri zindagi ka, zindagi ka
yehi hai fasana
meri zindagi ka, zindagi ka
yehi hai fasana
ban gayi dil ki lagi ab
dillagi ek raat ki
ban gayi dil ki lagi ab
dillagi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
ban gayi dil ki lagi ab
dillagi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
ab kisi ka naam lekar
kaun marta hai yaha
ab kisi ka naam lekar
kaun marta hai yaha
umar bhar ka dostana
kaun karta hai yaha
ho gayi hai dosto ki
dosti ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
apne sar pe saikado
ilzaam le lete the log
apne sar pe saikado
ilzaam le lete the log
dil agar dete the to fir
jaan de dete the log
log ab dete nahi ji
nind bhi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
ban gayi dil ki lagi ab
dillagi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
sa re ma pa ga pa ga re sa na dha
kagaj kalam dawat la likh du dil tere nam karu
kagaj kalam dawat la likh du dil tere nam karu
dil kya dil kya tu jan bhi mange to
dedu dedu dedu ye pahla kam karu
kagaj kalam dawat la likh du dil tere nam karu
kagaj kalam dawat la likh du dil tere nam karu
dil kya dil kya jan tu bhi mange to
dedu dedu dedu ye pahla kam karu
kagaj kalam dawat la likh du dil tere nam karu
tu premi pagal mera tham le tu anchal mera
tu premi pagal mera tham le tu anchal mera
hath pakad ke chal mera kar mujhko badnam jara
mai bhi mai bhi mai bhi tujhko badnam karu
kagaj kalam dawat la likh du dil tere nam karu
kagaj kalam dawat la likh du dil tere nam karu
mana ek iljam hai ye pyar hai ye badnam hai ye
mana ek iljam hai ye pyar hai ye badnam hai ye
ek chalkata jam hai ye ji chahe pi jau isko
ji chahe pi jau isko
mai khali khali mai khali ye jam karu
kagaj kalam dawat la likh du dil tere nam karu
kagaj kalam dawat la likh du dil tere nam karu
dil kya dil kya tu jan bhi mange to
dedu dedu dedu dedu ye pahla kam karu
kagaj kalam dawat la likh du dil tere nam karu
kagaj kalam dawat la likh du dil tere nam karu
likh du dil tere nam karu, likh du dil tere nam karu
ishk hai pooja ishk ibadat ishk se bathkar duniya kya hai
ishk se ucha koi na majahab ishk khudai ishk khuda hai
mujhe ishk ka rog laga hai mujhe ishk ka rog laga hai
rom rom me yar basa hai
rabba meri khair kari ho rabba meri khair kari
mujhe ishk ka rog laga hai mujhe ishk ka rog laga hai
mera yar hi mera khuda hai
rabba meri khair kari rabba meri khair kari
mai kya janu duniyadari mujhe ishk ki lagi bimari
yar ke pahlu me dekhi hai jannat sari duniya sari
ho mai kya janu duniyadari mujhe ishk ki lagi bimari
yar ke pahlu me dekhi hai jannat sari duniya sari
maine yar me rab dekha hai maine yar me rab dekha hai
kya aisa sabko hota hai rabba meri khair kari
rabba meri khair kari
mai kya janu mahal choubare ye mere kis kaam ke sare
yar bina ye duniya kya hai kya duniya ke chand sitare
ho mai kya janu mahal choubare ye mere kis kaam ke sare
yar bina ye duniya kya hai kya duniya ke chand sitare
dil me uska naam likha dil me uska naam likha
darpan me uska chehara hai rabba meri khair kari
rabba meri khair kari mujhe ishk ka rog laga hai
mujhe ishk ka rog laga hai mera yar hi mera khuda hai
rabba meri khair kari rabba meri khair kari
mera salaam lo tum dil ko tham lo
pyaar mein hain jina marna haay haay
main hu ek hasina main hu ek nagina
main hu ek hasina main hu ek nagina
nazaro ke teer se dil ki shamsheer se
ghayal kare tera sina haay haay
main hu ek hasina main hu ek nagina
main hu ek hasina main hu ek nagina
jhumungi nachungi gaungi main
har dil mein aag lgaungi main
jhumungi nachungi gaungi main
har dil mein aag lgaungi main
aisa tamasha dikhaungi main
aaj hosh sabhi ke udaungi main
tu mujhe jaan le mujhko pehchan le
tu mujhe jaan le mujhko pehchan le
mushkil kar de jeena haay haay
main hu ek hasina main hu ek nagina
main hu ek hasina main hu ek nagina
nagin si balkhake lahraungi
chhedega mujhko to das jaungi
nagin si balkhake lahraungi
chhedega mujhko to dans jaungi
main maar dungi ya mar jaaungi
main aaj had se gujar jaungi
is mulakaat ko meri har baat ko
is mulakaat ko meri har baat ko
bhulega jaalim kabhi na haay haay
main hu ek hasina aur mein hu ek nagina
main hu ek hasina main hu ek nagina
mera salaam lo tum dil ko tham lo
pyaar mein hain jina marna haay haay