aaye ho abhi baitho to sahi
aaye ho abhi baitho to sahi
jane ki bate jane do
jee bhar ke tumhe dekh to le
jee bhar ke tumhe dekh to le
dil ko jara behlane do
aaye ho abhi baitho to sahi
jane ki bate jane do
har dhadkan ki khawaish hai
harpal tumko pyar kare
aaj na roke khud ko hum
chahat ka izhaar kare
bikhri bikhri zulfo ko
bikhri bikhri zulfo ko
yaar jara suljhane do
aaye ho abhi baitho to sahi
jane ki bate jane do
jee bhar ke tumhe dekh to le
dil ko jara behlane do
mushkil se hai humko mili
itni suhani shokh ghadi
aao gujare mil ke isse
hai ye ghadi sadiyon se badi
doori humse kehti hai
doori humse kehti hai
aur kareeb to aane do
aaye ho abhi baitho to sahi
jane ki bate jane do
jee bhar ke tumhe dekh to le
dil ko jara behlane do
mujhe tere jaisi ladki mil jaye to kya baat ho
mujhe tere jaisi ladki mil jaye to kya baat ho
kabhi paas bulaye, kabhi chhupke sataye
mera dil dhadkaye, mera chain churaye
mujhe tere jaisa ladka mil jaye to kya baat ho
mujhe tere jaisa ladka mil jaye to kya baat ho
kabhi paas bulaye, kabhi chhupke sataye
mera dil dhadkaye, mera chain churaye
mujhe tere jaisi ladki mil jaaye to kya baat ho
aankhon mein teri chahat ka nasha
julfon mein teri khushbu ki ghata
mujhe achchhi lage taarif teri, ho
ab naam tere har saans meri
madhosh banaye, mera hosh udaye
mera dard badhaye, nas nas mein samaye
mujhe tere jaisa ladka mil jaaye to kya baat ho
mujhe tere jaisi ladki mil jaaye to kya baat ho
na mujhse kabhi takraar kare
mujhe pyar kare, bas pyar kare
naa shak mujhpe kabhi yaar kare
jo sirf mera aitbar kare
palkon pe bithaye, mere khwaab sajaye
tan mann mehakaye, meri pyas bujhaye
mujhe tere jaisi ladki mil jaaye to kya baat ho
mujhe tere jaisa ladka mil jaaye to kya baat ho
kabhi paas bulaye, kabhi chhupke sataye
mera dil dhadkaye, mera chain churaye
mujhe tere jaisi ladki mil jaaye to kya baat ho
mujhe tere jaisa ladka mil jaaye to kya baat ho
teri panah me hume rakhna
sikhe hum nek raah par chalna
teri panah me hume rakhna
sikhe hum nek raah par chalna
kapat karam chori beimaani
aur hinsa se humko bachana
kapat karam chori beimaani
aur hinsa se humko bachana
naale ka ban jaaun na pani
naale ka ban jaaun na pani
nirmal ganga jal hi banana
apani nigah me hume rakhna
teri panah me hume rakhna
teri panah me hume rakhna
sikhe hum nek raah par chalna
kshamawaan koi tujhsa nahi
aur mujhsa nahi koi apradhi
kshamawaan koi tujhsa nahi
aur mujhsa nahi koi apradhi
puny ki nagri me bhi maine
puny ki nagri me bhi maine
paapo ki gathri hi bandhi ho o
karuna ki chhanw me hume rakhna
teri panah me hume rakhna
teri panah me hume rakhna
sikhe hum nek raah par chalna
teri panah me hame rakhana
sikhe ham nek raah par chalana
teri panah me hame rakhana
sikhe ham nek raah par chalana
kapat karam chori beimani
aur hinsa se hamako bachana
nirmal gangajal hi banana
apani nigah me hame rakhana
teri panah me hame rakhana
xamavan koi tujhsa nahi
aur mujhsa nahi koi apradhi
puny ki nagari me bhee maine
paapo ki gathari hi bandhi ho ho ho
karuna kee chhanv me hame rakhana
teri panah me hame rakhana
mila ujala lekin kali raat na
ab tak pichha chhod e
mujhse do kadam aage mera
pichhla karam sada kyo daude
karij gunah se hame rakhana
teri panah me hame rakhana
koyi na jaane kal tu
kaha par kaise aur kis rup me aaye
ham inn neki ke bando me
tere hi prabhu darshan paave
charano ki chaah me hame rakhana
teri panah me hame rakhana
mujhko paayal naam diya hai logo ne
mujhko paayal naam diya hai logo ne
sabse haseen meri jindagi hai
sabke dilo me sabke labo pe meri kahaani hai
mujhko paayal naam diya hai logo ne
mai jindagi ka naya geet banke
logo ke hontho pe sajati rahu
aashao ka mai naya saaj banke
logo ki saajo me bajati rahu
tere har sapane honge pure
hai ye duaa apni
tere saare armaan honge pure
hai ye duaa apni
teri har chaahat hogi puri
hai ye duaa apni
teri har khushiya hongi puri
hai ye duaa apni
aankho hi aankho me kya kya ho gaya
aankho hi aankho me kya kya ho gaya
husn mera ab ye tera ho gaya
aankho hi aankho me kya kya ho gaya
husn mera ab ye tera ho gaya
aaina bhi mujhpe shaida ho gaya, lo
ek dushman aur paida ho gaya
aaina bhi mujhpe shaida ho gaya, lo
ek dushman aur paida ho gaya
dekh julfo ki nashili raat hai
tu mere pehlu me hai kya baat hai
dekh julfo ki nashili raat hai
tu mere pehlu me hai kya baat hai
har nazara aashikana ho gaya
har nazara aashikana ho gaya
husn mera ab ye tera ho gaya
aaina bhi mujhpe shaida ho gaya, lo
ek dushman aur paida ho gaya
maikade pee lun main to darta nahi
main zaher pee lun magar marta nahi
maikade pee lun main to darta nahi
main zaher pee lun magar marta nahi
mere saaki tu to mera ho gaya
mere saaki tu to mera ho gaya, lo
ek dushman aur paida ho gaya
aankho hi aankho me kya kya ho gaya
husn mera ab ye tera ho gaya
aaina bhi mujhpe shaida ho gaya, lo
ek dushman aur paida ho gaya
husn mera ab ye tera ho gaya
ek dushman aur paida ho gaya
husn mera ab ye tera ho gaya
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
laaj bacha le meri bhi
jay shiv shankar jay jay bhola
laaj bacha le meri bhi
dil ki naiya dub na jaye
dil ki naiya dub na jaye
aaj pariksha aan padi hai
paar kara do aag ka gola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
aaj meri ankhiyo ki aasha hai tere hawale
meri shraddha sachhi hai to mera pyar bacha le
o bhole mera pyar bacha le
pyar ka deep na bujhne paye
pyar ka deep na bujhne paye
prano ki aahuti de dungi jo tune pyar se taula
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
mahadev maine bachpan se ki hai teri bhakti
aaj mujhe vardan me bhole de de pyar ki shakti
o bhole de de pyar ki shakti
prem ki har na hone paye
prem ki har na hone paye
varna aag se mai gujrungi
pahan ke tere naam ka chola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
main tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
main tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
ek duje me hum doob jaye sanam
na ho jeene ya marne ka gum
tu mera raja main teri rani
apni kahani sadiyo purani
ek duje me hum doob jaye sanam
na ho jeene ya marne ka gum
main tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
kya batau ki tum mere kya ho
meri mangi hui ek dua ho
tujhse badhkar na duniya haseen hai
tu nahi hai to kuch bhi nahi hai
o ek duje me hum doob jaye sanam
na ho jeene ya marne ka gum
main tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
baat itni si main janta hu
main tujhe hi khuda manta hu
teri chahat hi mandir hai mera
tu mere pyar ka devta hai
o ek duje me hum doob jaye sanam
na ho jeene ya marne ka gum
tu mera raja main teri rani
apni kahani sadiyo purani
main tera raja tu meri rani
apni kahani sadiyo purani
ek duje me hum doob jaye sanam
na ho jeene ya marne ka gum
main tera raja main teri rani
apni kahani sadiyo purani
zindagi ko bina pyar, koi kaise guzare
mehabub ki aankho me, badi baat hai pyare
zindagi ko bina pyar, koi kaise guzare
mehbub ki aankho me, badi baat hai pyare
aate hai zami par, kabhi ye chaand sitare
aate hai zami par, kabhi ye chaand sitare
mehbub ki aankho me, badi baat hai pyare
zindagi ko bina pyar, koi kaise guzare
aap ke aane se ghar me kitni raunak hai
aap ko dekhe kabhi apne ghar ko dekhe ham
aap ke aane se ghar me kitni raunak hai
aap ko dekhe kabhi apne ghar ko dekhe ham
ham khush huye, ham khush huye, ham khush huye
ham khush huye, ham khush huye, ham khush huye
kitni suni suni thi woh meri rate, kitne sune sune the din
kaise mai batau kaise hai gujare, maine woh judayi ke din
tere laut aane se ghar me kitni raunak hai
aap ko dekhe kabhi apne ghar ko dekhe ham
ham khush huye, ham khush huye, ham khush huye
ham khush huye, ham khush huye, ham khush huye
tune jo bulaya mai toh chali aayi, khoyi jindagi mil gayi
aisa lagta hai sathi tujhe pake, mujhko har khushi mil gayi
fasle mitane se ghar me kitni raunak hai
aap ko dekhe kabhi apne ghar ko dekhe ham
ham khush huye, ham khush huye, ham khush huye
ham khush huye, ham khush huye, ham khush huye
aankho me khushi ke aansu bhar aaye, roke na ruke beh gaye
bolo mai kya bolu kehna jo mujhe tha, aansu mere woh keh gaye
dekho muskurane se ghar me kitni raunak hai
aap ko dekhe kabhi apne ghar ko dekhe ham
aap ke aane se ghar me kitni raunak hai
aap ko dekhe kabhi apne ghar ko dekhe ham
ham khush huye, ham khush huye, ham khush huye
ham khush huye, ham khush huye, ham khush huye
ek raaja hai ek raani hai paas paisa hai aur javaani hai
aur kya zidagaani hai, aur kya zidagaani hai
sab nasibo ki ye kahani hai, teri chahat ki sab nishani hai
aur kya zidagaani hai, aur kya zidagaani hai
ghar hai ek mandir tum mere devta ho
maine rab se maagi vahi tum duaa ho
kaun hame duniya me itna pyar dega
itani khushi aur aisa sansaar dega
mujhe rehna hai inhi charno me, umr baaho me yun bitani hai
aur kya zidagaani hai, aur kya zidagaani hai
aisi apni dosti hai aisa dostaana
yad rakhega hamko saara zamaana
dosti pe bilkul na karna bharosa
dost banke dete hai log yahan dhokha
dosti ham na kabhi todenge aaj hamne ye dil me thani hai
aur kya zidagaani hai, aur kya zidagaani hai
aise gulshan to baharo me khila karte hai
aise maa baap nasibo se mila karte hai
maine har roj duaa maagi hai teri khatir
mera har khvaab ban gaya hai hakikat aakhir
in rishto ko ham nibhayege, apni puja bhi aajmaani hai
aur kya zidagaani hai, aur kya zidagaani hai
ek raaja hai ek raani hai, teri chahat ki sab nishani hai
sab nasibo ki ye kahani hai, hai karam uska meharbani hai
aur kya zidagaani hai, aur kya zidagaani hai
aur kya zidagaani hai, aur kya zidagaani hai
hamare bad tumhe apna banane kon ayega
hamare bad tumhe apna banane kon ayega
rulane to sab ayenge hasane kon ayega
hamare bad tumhe apna banane kon ayega
rulane to sab ayenge hasane kon ayega
badi muskil hai chahat ki sabhi rasme sabhi kasme
badi muskil hai chahat ki sabhi rasme sabhi kasme
badi muskil hai chahat ki sabhi rasme sabhi kasme
karenge pyar sab lekin nibhane kon ayega
karenge pyar sab lekin nibhane kon ayega
rulane to sab ayenge hasane kon ayega
kahi majburiya hongi kahi tanhayiya hongi
kahi majburiya hongi kahi tanhayiya hongi
kahi majburiya hongi kahi tanhayiya hongi
tumhe har mod pe rasta dikhane kon ayega
tumhe har mod pe rasta dikhane kon ayega
rulane to sab ayenge hasane kon ayega
jarurat har kisi ko hogi teri meharbani ki
jarurat har kisi ko hogi teri meharbani ki
jarurat har kisi ko hogi teri meharbani ki
sitam sah kar tumhe apna banane kon ayega
sitam sah kar tumhe apna banane kon ayega
rulane to sab ayenge hasane kon ayega
hamare bad tumhe apna banane kon ayega
rulane to sab ayenge hasane kon ayega