manchitar par kitna sundar desh hamara hai
aao iski sair kare aankho ka tara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
manchitar par kitna sundar desh hamara hai
aao iski sair kare aankho ka tara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
isi kile se chatrpati ji
tut pade the dushman par
unka hi vaykitav ghumta raha
manakavi bhushan par
chatar pal ne kavi bhushan ko
ek anutha man diya ek anutha man diya
mantar mughd hai ye par sang bhi kitna pyara hai
mantar mughd hai ye par sang bhi
kitna pyara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai
isi bambai se gandhi ji tilak gokhle mahke the
sach pucho to angrejo ke pair yahi se ukhde the
aazadi lekar hi chode pran hamare bapu ne
pran hamare bapu ne aaj tarakki ki manzil ki
or sitara hai aaj tarakki ki manzil ki
or sitara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai
hath me thi talwar
peeth par balak lekar nikli thi
aandhi or tufan se badhkar jhansi wali rani thi
rajguru sukhdev chandar sekhar ko
bhul nahi jana unko bhul nahi jana
jaliyawala bag tirth sathan hamara hai
jaliyawala bag tirth sathan hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
agar chahte veer bhakat singh
le lete dushman ki jan
inkalab ka nara dene wale ki thi ye pahchan
vidya aur thi jivha apne
logo ne hi pran liya logo ne hi pran liya
bismilla asfak ulla se katil hara hai
bismilla asfak ulla se katil hara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
rana ke bacho ko roti ghas ki bhi to nahi mili
aasman ki chadar bistar pathrili hi jami mili
bandh saki na kabhi gulami ki
janjir rana ko ye janjire rana ko
bharat mata ka ye beta bada dulara hai
bharat mata ka ye beta bada dulara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
neta ji ke hunkaro se angrejo ki nind udi
neta ji ke fauladi se sena thi yaro khub ladi
neta ji ka nam hamare khun ko garmi deta hai
khun ko garmi deta hai
gaav gaav me gunj raha jaihind ka nara hai
gaav gaav me gunj raha jaihind ka nara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
nehru ji ne damandeep aur gova me aazadi li
sikkam ki janta ko indra gandhi ne aazadi di
rajwado ko prem sutar me
ballab bhai ne bandha ballab bhai ne bandha
lala ji ke lahu ne pyare desh sawara hai
lala ji ke lahu ne pyare desh sawara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
pond raj ki durgawati rani bahadur thi
aadiwasiyo ki devi wo neta aur bhawani thi
tara ke the veer kuwar singh ji
sher babbar kahlate the sher babbar kahlate the
chun chun kar anyayiyo ko dono ne mara hai
chun chun kar anyayiyo ko dono ne mara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
keral ke madhyam menan karnatak ke teepu sultan
tamil ke gopal kesh vanchi sunlo gunji thi shan
aur udisa ke murlidhar panda ka tum nam likho
panda ka tum nam likho
nav parbhat ko ambedkar ne sawara hai
nav parbhat ko ambedkar ne sawara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
is ghar ka himgir rakshak hai
sagar ki uthti lahre amrit ki dhara bahti hai
ganga jamuna ke jal me kashmir ki hawa hamari
tabiyat ko rang jati hai tabiyat ko rang jati hai
kahne ka ye matlab hai sukh vaibhav sara hai
kahne ka ye matlab hai sukh vaibhav sara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
lakho aur karodo ne jab tyag kiya sab kuch apna
tab jakar bharat maa ne pahna aazadi ka gahna
is gahne ki raksha bache budhe aur jawan kare
budhe aur jawan kare
bhaichara sabhi nibhaye tabhi gujara hai
bhaichara sabhi nibhaye tabhi gujara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
shardha bhakti se naman karo
sab milkar un sab veero ko
khel gaye jo jan pe hanste hanste
veer sahido ko aazadi ki sanse un
sabki hi saman dharohar hai
sabki hi saman dharohar hai
un par nyauchawar apna ye jiwan sara hai
un par nyauchawar apna ye jiwan sara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
bandhwalo rakhi
bandhwalo rakhi bahna ka isme pyar hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
is rakhi ke badle me tum desh ki raksha karna
desh drohiyo or bahar ke dusman se tum ladna
apne pyare bhaiya se
apne pyare bhaiya se, ye kahne ka adhikar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
kathin rah me ye rakhi hi degi sath tumhara
nek rah par chalte rahna hoga uday sitara
nek kam karne walo se o
nek kam karne walo se bagat me sansar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
beet gaye jo beet gaye dil beete din mat dekho
aane wale aise jan ho bas ye socho
kisi ek ke liye nahi hai
kisi ek ke liye nahi hai sabke liye bahar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
sach pucho to is dharti par bahno ki hai kami nahi
aage karo kalai apni apno ki hai kami nahi
bhai hai bujdar to uski
bhai hai bujdar to uski bahna bhi bujdar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
subah ka bhula sham ghar aaye to bhi chalo ganimat hai
dharti to sabki kahti hai ye ishwar ki niyat hai
balihari kache dhage ki
balihari kache dhage ki bahka ka udhar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
is bandhan ki raksha karne wale log fale hai
bahan ke aashiwad pyar se kitne log badhe hai
bahna ka bhai ki khatir mamta or dular hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
bandhwalo rakhi bahna ka isme pyar hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
tera vade pe vada hota gaya
tera vade pe vada hota gaya
dil betab jyada hota gaya
jeene ki mahulat ghatti gayi
marne ka takaja hota gaya
tera vade pe vada hota gaya
ruk jaye kisi ke roke se
ye ulfat ka dastur nahi
aa jaye teri marji ke bina
tere dar pe mujhe manjur nahi
tum jitne bache utna hi kar
milne ka irada hota gay
tera vade pe vada hota gaya
dil betab jyada hota gaya
jeene ki mahulat ghatti gayi
marne ka takaja hota gaya
tera vade pe vada hota gaya
kasam khayi hai kismat ne hume milne nahi degi
humare dil ki ye hasrat nikalne bhi nahi degi
magar ye pyar to lalkar ke dar se nahi rukta
shehnshao ki hasti kya
khuda se bhi nahi jhukta
shehnshao ki hasti kya
khuda se bhi nahi jhukta
thukra ke jahan mera dil to
tujhe pane pe aamada hota gaya
tera vade pe vada hota gaya
abba abba haye tauba mai teri bato me na aangi kabhi
abba abba haye tauba mai teri bato me na aangi kabhi
abba abba
tu meri resham si julfo se khelega galo ko chumega baho
me le lega are are abba abba
abba abba haye tauba mai teri
bato me na aangi kabhi abba abba haye tauba mai teri
bato me na aangi kabhi abba abba
juru juru hum hai juru juru dil se dil milne de baki sab jane de
jismo ke milne ka mausam to aane de abba abba
abba abba haye tauba mai teri bato me na aangi kabhi
abba abba haye tauba mai teri bato me na aangi kabhi
abba abba
chhod mujhe diwane warna mai ro dungi tu mujhko kho dega
mai tujhko kho dungi abba abba
abba abba haye tauba mai teri bato me na aangi kabhi
abba abba haye tauba mai teri bato me na aangi kabhi
abba abba
ajanta ki murat badan khubsurat
tune kabhi dekha hai kya
alora ke sare buto ke najare
mere husn ki ek ada
ajanta ki murat badan khubsurat
tune kabhi dekha hai kya
alora ke sare buto ke najare
mere husn ki ek ada
bemisal hai meri har najar lazwab aankhe
ho tujhse kya mile dekhne lagi
tere hi khwab aankhe, maine dil se jhuma talebu
ajanta ki murat badan khubsurat
tune kabhi dekha hai kya
alora ke sare buto ke najare
mere husn ki ek ada
bar bar dil bekarar dil tujhse pyar mange
gunguna uthe jisme dhadkane, ye wo bahar mange
ajanta ki murat badan khubsurat
tune kabhi dekha hai kya
alora ke sare buto ke najare
mere husn ki ek ada
pyar pyar hai yar yar hai jaan ko jaan kahenge
sine me agar dil jawan hai hum bhi jawa rahenge
janam tu dani o janam ni danam
janam tu dani o janam ni danam
ajanta ki murat badan khubsurat
tune kabhi dekha hai kya
alora ke sare buto ke najare
mere husn ki ek ada