Mein Unki Ban Jaoon Re
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamari-Baat/Main-Unki-Ban-Jao
main un ki ban jaau re
main un ki ban jaau
main un ki ban jaau re
main un ki ban jaau
pag chinha unka panth niharu
nainan deep jalau
pag chinha unka panth niharu
nainan deep jalau
main nainan deep jalau
main un ki ban jaau re
main un ki ban jaau
khadi rahi hu main piya ke path mein
aaye wo
aaye chanda ke rath mein
khadi rahi hu main piya ke path mein
aaye wo
aaye wo chanda ke rath mein
main man hi man lang lagau
main man hi man lang lagau
dur khadi sharmau
main dur khadi sharmau
main un ki ban jaau
main un ki ban jaau re
main un ki ban jaau
main solah singaar karungi
ae ri sakhi
ae ri sakhi
ae ri sakhi main pi ko marungi
main solah singaar karungi
bhole man ke armano ki jaymala pahnau
bhole man ke armano ki jaymala pahnau
main aymala pahnau
main un ki ban jaau
main un ki ban jaau re
main un ki ban jaau
Insaan Kya Jo
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamari-Baat/Insan-Kya-Jo/KS4q
insaan kyaa
insaan kyaa jo thokre nasib ki na sah sake
insaan kyaa, insaan kyaa
insaan kyaa jo gardisho ke bich khush na rah sake
insaan kyaa jo gardisho ke bich khush na rah sake
insaan kyaa
insaan kyaa jo thokre nasib ki na sah sake
insaan kyaa
mai kishti kyun na chhod dun balaao ke mukaabile
tufaano ke mukaabile
mai kishti kyun na chhod dun balaao ke mukaabile
tufaano ke mukaabile
vo kishti kyaa
vo kishti kyaa jo aandhiyo ke saaye me na rah sake
vo kishti kyaa jo aandhiyo ke saaye me na rah sake
insaan kyaa
insaan kyaa jo thokre nasib ki na sah sake
insaan kyaa
bach bach ke chalne vaale ki hai zindagi kyaa zindagi
hai zindagi kyaa zindagi
bach bach ke chalne vaale ki hai zindagi kyaa zindagi
hai zindagi kyaa zindagi
dariyaa-e-zindagi me jo na mauj ban ke bah sake
dariyaa-e-zindagi me jo na mauj ban ke bah sake
na mauj ban ke bah sake, na mauj ban ke bah sake
na mauj ban ke bah sake, na mauj ban ke bah sake
dariyaa-e-zindagi me jo na mauj ban ke bah sake
dariyaa-e-zindagi me jo na mauj ban ke bah sake
insaan kyaa
insaan kyaa jo thokre nasib ki na sah sake
insaan kyaa
Yeh Bade Saba
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamari-Baat/Yeh-Bade-Saba/HSM
ae baade saba itlati na aa
mera gunchaye dil to tut gaya
ae baade saba itlati na aa
mera gunchaye dil to tut gaya
mere aate lahu chuye bina
paimane khushi ka tut gaya
ae baade saba
jao unko lagana baat kya
jo bigad gayi, jo bigad gayi
vo baat kya
jao unko lagana baat kya
nanhe se dil ki bisat kya
nanhe se nanhe se dil ki bisat kya
jo tut gaya vo rut gaya
ae baade saba itlati na aa
mera gunchaye dil to tut gaya
ae baade saba
ab dil me aase ummid me hu
dukhi aaya mai idh nahi
malik haye aisa nasib diya
malik aisa nasib diya
jo aaya the wo lut gaya
ae baade saba itlati na aa
mera gunchaye dil to tut gaya
ae baade saba
Woh Dil Mein Ghar Kiye The
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamari-Baat/Woh-Dil-Mein-Ghar
vo dil me ghar kiye the
aur dil me thi naa jagah
o dilruba
kisi ke ho jo dil me sama jana
o dilruba
kisi ke ho jo dil me sama jana
tum dil me sama jana
badal me muh chhipakar
ae hasne wale chanda
aa hamko bhi, aa hamko bhi
sikha ja chhup chhup ke muskurana
aa hamko bhi
sikha ja chhup chhup ke muskurana
chhup chhup ke muskurana
aankho me khoya dil jo
dil ne gawaai aarzu
na jane haye haye
na jane kya kya khokar hota hai
hota hai dil diwaana
na jane kya kya khokar hota hai
hota hai dil diwaana
hota hai dil diwaana
har saans me base hai
fir bhi bula rahi hun
fir bhi bula rahi hun
meri nind se
meri nind se chaman me
chamka bagiyana
meri nind se chaman me
chamka bagiyana
chamka bagiyana, chamka bagiyana
Sukhi Bagiya Huyi Hari
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamari-Baat/Sukhi-Bagiya-Huyi
sukhi bagiyaa hari huyi
ab sukhi bagiyaa hari huyi
ghan shyaam badariyaa chhaayi re
shyaam badariyaa chhaayi
ghan shyaam badariyaa chhaayi re
shyaam badariyaa chhaayi
sukhi bagiyaa hari huyi
ab sukhi bagiyaa hari huyi
ghan shyaam badariyaa chhaayi re
shyaam badariyaa chhaayi
ghan shyaam badariyaa chhaayi re
shyaam badariyaa chhaayi
daal daal nav pallav jhule
biti baato ko man bhule
daal daal nav pallav jhule
biti baato ko man bhule
jivan ki riti nadiyaa me
nayi tarag laharaayi re
jivan ki riti nadiyaa me
nayi tarag laharaayi re
shyaam badariyaa chhaayi
ghan shyaam badariyaa chhaayi re
shyaam badariyaa chhaayi
sukhi bagiyaa hari huyi
ab sukhi bagiyaa hari huyi
ghan shyaam badariyaa chhaayi re
shyaam badariyaa chhaayi
nayi lahariyo me bahataa jal
nayi nayi rut, naye phul phal
nayi nayi rut, naye phul phal
nayi lahariyo me bahataa jal
naye gulo ke gaalo par haan
naye gulo ke gaalo par
nanhi shabanam musakaayi re
shyaam badariyaa chhaayi
ghan shyaam badariyaa chhaayi re
shyaam badariyaa chhaayi
sukhi bagiyaa hari huyi
ab sukhi bagiyaa hari huyi
ghan shyaam badariyaa chhaayi re
shyaam badariyaa chhaayi
ghan shyaam badariyaa chhaayi re
shyaam badariyaa chhaayi