ye mere hai
ye mere hai mai inki hu
ye mere hai mai inki hu
kaisa ye chitar bana ya hai
maine inko tan man jiwan me
rom rom me paya hai
maine inko tan man jiwan me
rom rom me paya hai
mere prano me bar bar
khil uthta hai arman naya
mere prano me bar bar
khil uthta hai arman naya
mai jan gaya mai man gaya
kya jan gaye kya man gaye
kis or tumhara dhyan gaya
jo chupa rahe the tum mujhse
wo bhed aaj mai jan gaya
jo chupa rahe the tum mujhse
wo bhed aaj mai jan gaya
tumne to man ke rango se
tumne to man ke rango se
pritam ka chitar banaya hai
tumne to man ke rango se
pritam ka chitar banaya hai
maine ras bhari umango se
sajan ka chitar sajaya hai
maine ras bhari umango se
sajan ka chitar sajaya hai
bas gaya tumhre naino me
ye bhavo ka maidan naya
mai jan gaya mai man gaya
mai dekh raha hu jaise jaise
chitar pura hota hai
mai dekh raha hu jaise jaise
chitar pura hota hai
samjhane par bhi bar bar
mera man dhiraj khota hai
samjhane par bhi bar bar
mera man dhiraj khota hai
tum bhula na dena kahi mujhe
tum daya ho bhagwan naya
mai jan gaya mai man gaya
piye ja, piye ja, piye ja, piye ja
piye ja, piye ja, piye ja, piye ja
piye ja, piye ja, piye ja, piye ja
piye ja, piye ja, piye ja, piye ja
sabo roj lutte, jawani liye ja
sabo roj lutte, jawani liye ja
magar aeb me jindgani jiye ja
magar aeb me jindgani jiye ja
meri jaan gote pe gote lapete
meri jaan gote pe gote lapete
liye ja liye ja, liye ja liye ja
piye ja, piye ja, piye ja, piye ja
piye ja, piye ja, piye ja, piye ja
piyega hamesha, jiyega hamesha
piyega hamesha, jiyega hamesha
hamesha piye ja, hamesha jiye ja
hamesha piye ja, hamesha jiye ja
piye ja, piye ja, piye ja, piye ja
piye ja, piye ja, piye ja, piye ja
hasino ke jalse hai jannat ke sare
hasino me jannat ke ishare kiye ja
hasino me jannat
o bhulane vaale mai tujhe kaise bhulaa dun
o bhulane vaale mai tujhe kaise bhulaa dun
o bhulane vaale
o bhulane vaale mai tujhe kaise bhulaa dun
o bhulane vaale
kyu bhul gaye pyaar me dubi hui baate
kyu bhul gaye pyaar me dubi hui baate
bharapur javaani ki umago bhari raate
bharapur javaani ki umago bhari raate
aramaan bhare dil se muhabbat ki vo ghaate
aramaan bhare dil se muhabbat ki vo ghaate
sine me basaa le
o bhulane vaale mai tujhe kaise bhulaa dun
o bhulane vaale
kyu prem ke bandhan ko piyaa tod gaye ho
kyu prem ke bandhan ko piyaa tod gaye ho
sapano ko basaa kar mere mukh mod gaye ho
sapano ko basaa kar mere mukh mod gaye ho
manjhadhaar me naiyaa meri kyu chhod gaye ho
manjhadhaar me naiyaa meri kyu chhod gaye ho
maujo ke havaale
o bhulane vaale mai tujhe kaise bhulaa dun
o bhulane vaale
ummid tadapati hai
ummid tadapati hai, roti hai tamannaayen
ummid tadapati hai
duniyaa kaa ishaaraa hai, duniyaa kaa ishaaraa hai
duniyaa se chale jaaye, duniyaa se chale jaaye
husn ki mahafil me ham aaye to kyo aaye
is husn ki mahafil me ham aaye to kyo aaye
yaa vo hi bane apane yaa ham hi chale jaaye
yaa vo hi bane apane yaa ham hi chale jaaye
ummid tadapati hai
manazil pe jinhe aakar manazil na nazar aaye
vo bhule huye raahi jaaye to kidhar jaaye
vo bhule huye raahi jaaye to kidhar jaaye
ummid tadapati hai
jab ashk machalate hai
jab ashk machalate hai ik dard saa uthataa hai
tum aankh ko samajhaao ham dard ko samajhaaye
ummid tadapati hai, roti hai tamannaayen
ummid tadapati hai
kaliyo ko masalne aaye hai
kaliyo ko masalne aaye hai
phulo ko jalane aaye hai
kaliyo ko masalne aaye hai
phulo ko jalane aaye hai
is baag ki dali dali me
is baag ki dali dali me
wo aag lagane aaye hai
kaliyo ko masalne aaye hai
mehmaan banaya tha unko aankho pe bithaya tha unko
mehmaan banaya tha unko aankho pe bithaya tha unko
maalum na tha wo is ghar ko
maalum na tha wo is ghar ko viraan banane aaye hai
maalum na tha wo is ghar ko viraan banane aaye hai
kaliyo ko masalne aaye hai
wo apne geeto ke tohfe le jaye humari mehfil se
wo apne geeto ke tohfe le jaye humari mehfil se
hum amrit ke matwalo ko
hum amrit ke matwalo ko, wo zehar pilane aaye hai
hum amrit ke matwalo ko, wo zehar pilane aaye hai
kaliyo ko masalne aaye hai
aao sathi aao
aao sathi aao
sathi tum kis or chali
kis or chali
mai andekhe desh chali
andekhe desh chali
faile faile khet hamare dekho
khet hamare
ham sabne mil jul ke saware dekho
milke saware
mehnat ka chamka hai suraj
mehnat ka chamka hai suraj
rat ki bat gayi
o aao
aao sathi aao
mai andekhe desh chali
andekhe desh chali
nayi umange ho naya zamana
nayi umange ho naya zamana
nayi tarange ho naya fasana
nayi tarange ho naya fasana
mai hu aaj ki prem kahani
mai hu kal ki nayi nishani
aaj aur kal se milke banaye
aaj aur kal se milke banaye
dunia ek nayi
o aao
aao sathi aao
mai andekhe desh chali
andekhe desh chali o