mehfil me tera diwana aaya hai aaya hai
mehfil me teri diwani aayi hai aayi hai
tere siwa aye dilruba tuhi bata ye jindagi kis kam ki
chin lunga mai jaha se pyar ki takdir ki
tod dunga hath se faulad ki janjir ko
mehfil me teri diwani aayi hai aayi hai
mehfil me tera diwana aaya hai aaya hai
ye duriya majburiya kab tak sanam dil pe sitam
mai ye sahu do dilo ko koi bhi na
kar sakega ab juda ye mohabbat ke khuda ne
kar diya hai faisla sara
mehfil me tera diwana aaya hai aaya hai
mehfil me teri diwani aayi hai aayi hai
mehfil me tera diwana aaya hai aaya hai
mehfil me teri diwani aayi hai aayi hai
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
is andhiyare jivan mein tujhse hi ujiyara hai
tujhse hi ujiyara hai
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
nishdin ke in dukh dardo se
ab to bhawan mukti do
nishdin ke in dukh dardo se
ab to bhawan mukti do
aur agar dukh dena bhi to
dukh sahne ki shakti do
dukh sahne ki shakti do
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
is andhiyare jivan mein tujhse hi ujiyara hai
tujhse hi ujiyara hai
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
matlab ke jhuthe rishto se
jab bhi man ghabraya hai
matlab ke jhuthe rishto se
jab bhi man ghabraya hai
chhod ke saari moh maaya ko
chain tujhi me paaya hai
chain tujhi me paaya hai
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
is andhiyare jivan mein tujhse hi ujiyara hai
tujhse hi ujiyara hai
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
jo bhi de swikaar hai mujhko
par main chahu tujhse yahi
jo bhi de swikaar hai mujhko
par main chahu tujhse yahi
charanon me rahne de tu mujhko
gira hua chahe phool sahi
gira hua chahe phool sahi
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
is andhiyare jivan mein tujhse hi ujiyara hai
tujhse hi ujiyara hai
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain
jaane kaun aa gaya mastiyaan luta gaya
main andheri rain thi mujhko jagmagaa gaya
jane kaun aa gaya
dhadkano mein hai ek naya nasha
ang ang hai thartharaa raha
dhadkano mein hai ek naya nasha
ang ang hai thartharaa raha
pas aaiye chhodiye hayaa
jal raha hai dil sard raat ka
jaane kaun aa gaya mastiyaan luta gaya
main andheri rain thi mujhko jagmagaa gaya
jane kaun aa gaya
dil ko saaf kar apni har khushi
bekaraar hai aaj jindagi
dil ko saaf kar apni har khushi
bekaraar hai aaj jindagi
ab to saans bhi hai ruki ruki
hdd se badh gayi apni bebasi
jaane kaun aa gaya mastiyaan luta gaya
main andheri rain thi mujhko jagmagaa gaya
jane kaun aa gaya