harf harf heera hai, lafz lafz moti hain
hum hasinaao ki baatein toh nirali hoti hain
agar magar ki dagar dagar pe safar karoge kaise
asar asar sanam hai aisa ke sabar karoge kaise
bajne do bajne do sangeet ko ji haan
bajne do bajne do sangeet ko haan
aaj mood hai ishqaiyaan aaj mood hai ishqaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa badal paar hai tanhaiyaan
choom le kehta hai mann ka manzar, haa naa hota hai
andar andar haa na naa haa hota hai andar andar
aaj mood hai ishqaiyaan aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa badal paar hai tanhaiyaan
gustaakh mera shabaab usape yeh khaamoshiya
jannat mein denge hisaab humne hai kya kya kiya
chhalake yeh nain kataari pee lu pee lu ise
dhalake yeh rain adhuri jee lu jee lu ise
ooi maa zulfon ka taana baana ban jaa tu mera
prem deewaana ooi maa, ooii maa, zulfon ka taana baana
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
nas nas baaje shehnaiyaan, pal pal pighle parchhaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa, badal paar hai tanhaiyaan
saanson ki yeh kashtiyaan, alhhad uchhalati hai re
usape yeh teri nazar, har pal fisalati hai re
hey sapano ke sheeshmehal, baahon ke khilate kaval
hothon se tere hothon pe, likh du main koyi gazal
itana hi baiyaan bole, aa jaa tu dheere haule haule
aa itana hi baiyaan bole
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
dhadkan bole taa thaiyaan, dil mein hoti gud gudiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa, badal paar hai tanhaiyaan
bekadar se toh bewafa achi bekadar se toh bewafa acha
kisi se toh dil lagaati hai kisi se toh dil lagaati hai
mere mehboob se toh maut achi
mere mehboob se toh maut achi
ek baar toh chali aati hai ek baar toh chali aati hai
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
chand jharoke chal saiyaa, badal paar hai tanhaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
aaj mood hai ishqaiyaan, aaj mood hai ishqaiyaan
maula ali
tere sajde mein zindagi hai
tu sukun hai, tu khushi hai
o ali mere haan ali mere
tu sakha hai, tu rehnuma hai
mujhe khud pe naa jo guman hai
o ali mere haan ali mere
tere sajde mein zindagi hai
tu sukun hai, tu khushi hai
o ali mere haan ali mere
tu sakha hai, tu rehnuma hai
mujhe khud pe naa jo guman hai
o ali mere haan ali mere
koi hasrat nahi adhuri
har khwahish hui hai poori
har khwahish hui hai poori maula
bekaso ka tu hi sahara
tu hi na-khuda, tu kinara
tu hi na-khuda, tu kinara o ali maula
ali mere ali mere, karam ada kar
ali mere ali mere, ayu juda kar
ali mere ali mere, tu mera rehbar ali
ali mere ali mere, karam ada kar
ali mere ali mere, ayu juda kar
ali mere ali mere, tu mera rehbar ali
khwabo ka safera mera mera mera
thaam lena maula zara zara zara
mausam ye hak me nahi nahi nahi
pal mushkilo se hai bhara bhara bhara
main daraaro se bhar chuka hoon
is jahaan se thak chuka hoon
is jahaan se thak chuka hoon maula
ab aur na imtehan le, mera maula jahaan de
mera maula jahaan de o ali maula
dum ali
ali mere ali mere, karam ada kar
ali mere ali mere, ayu juda kar
ali mere ali mere, tu mera rehbar ali
ali mere ali mere, karam ada kar
ali mere ali mere, ayu juda kar
ali mere ali mere, tu mera rehbar ali
padh bhi le tu meri arziya, jaan le ab meri marziya
dekh le dekh le ek nazar, kar de aasan mera safar
padh bhi le tu meri arziya, jaan le ab meri marziya
dekh le dekh le ek nazar, kar de aasan mera safar
kar de aasan mera safar, kar de aasan mera safar
is duniya ka sang na chahu, na main jhumka kangan na chahu
jaise bhi ho jitna bhi ho, rang piya ke rangna chahu
rang piya ke rangna chahu
aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil
aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr mein tere sawan ankhiya
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr mein tere sawan ankhiya
aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr mein tere sawan ankhiya
jabse piya ke sath lagi hai, sari sari rat jagi hai
jabse piya ke sath lagi hai, sari sari rat jagi hai
piya ko dhunde, piya ko chahe, piya milan ki dekhe rahe
piya ko dhunde, piya ko chahe, piya milan ki dekhe rahe, rahe rahe
jogan ankhiya, jogan ankhiya darde judayi bhogan ankhiya
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr mein tere sawan ankhiya
banwari mujhko kehte piya ji, gaanv ko jab se chhod diya ji
banwari mujhko kehte piya ji, gaanv ko jab se chhod diya ji
piya milan ki as mein nikali, safal jawani mom si pighli
piya milan ki as mein nikali, safal jawani mom si pighli pighli pighli
jagan ankhiya sowan ankhiya, yad mein teri rowan ankhiya
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr mein tere sawan ankhiya
aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil aa mil
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr me tere sawan ankhiya
aawan ankhiya jawan ankhiya, hijr me tere sawan ankhiya