Andar kon ani arangkan en amudhinaik
Andar kon ani arangkan en amudhinaik
Kanda kangal marronrinaik kanave
Meaning:
I have seen the One whose color is like dark rainclouds
He is the one with the mouth that swallowed the butter of cowherds,
He is the Lord of the devas, He is Lord Ranganatha,
He is my nectar, my life!
My eyes have seen my Lord and will not see anything else!
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor… (2 times)
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin doooor…
Haadse ye kaise
Unsune se jaise choome andheron ko
Koi Nooor…
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor…
Sirf keh jaaun ya
Aasmaan pe likh doo
Teri taarifon mein
Chashme Baddoor…
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor…
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin doooor…
Kondal vannanaik kovalanay venney
Unda vayan en
Ullam kavarndhanai
Andar kon ani arangkan en amudhinaik
Kanda kangal marronrinaik kanave
Bhoori bhoori aankhein teri
Kankhiyon se tez teer kitne chhode
Dhaani dhaani baatein teri
Udte-phirte panchhiyon ke rukh bhi mode
Adhoori thi zara si
Main poori ho rahi hoon
Teri saadgi mein hoke choor
Bann ke titli dil uda uda uda hai kahin door
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin door…
Raatein gin ke…Neendein bunn ke
Cheez kya hai ghaabdaari humne jaani
Tere sur ka saaz ban ke
Hoti kya hai raagdaari humne jaani
Jo dil ko bhaa rahi hai
Woh teri shayari
Ya koi shayarana hai fitoor..
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor…
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin doooor…
Haadse ye kaise unsune se jaise
Choome andheron ko koi Noor..
Bann ke titli dil uda uda uda hai kahin door..
Sirf keh jaaun ya
Aasmaan pe likh doo
Teri taarifon mein
Chashme Baddoor…