nayi nayi si ye khwahishe hai
jaise fiza ki ye saazishe hai
tu hai toh har pal ab raahate hai
jaise fiza ki ye saazishe
teri baate mulaqate satati hai kai raate
sajna ve sajna ve itna na tarsa ve
sajna ve sajna ve sajna
sajna ve sajna ve itna na tarsa ve
sajna ve sajna ve sajna
humne toh tumko dil de diya hai
kaise kahe par ye na pata hai
tujhse hi mere din ye khile hai
aankhe kahe par lab ye sile hai
teri baate mulaqate satati hai kai raate
sajna ve sajna ve itna na tarsa ve
sajna ve sajna ve sajna
sajna ve sajna ve itna na tarsa ve
sajna ve sajna ve sajna
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
laaj bacha le meri bhi
jay shiv shankar jay jay bhola
laaj bacha le meri bhi
dil ki naiya dub na jaye
dil ki naiya dub na jaye
aaj pariksha aan padi hai
paar kara do aag ka gola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
aaj meri ankhiyo ki aasha hai tere hawale
meri shraddha sachhi hai to mera pyar bacha le
o bhole mera pyar bacha le
pyar ka deep na bujhne paye
pyar ka deep na bujhne paye
prano ki aahuti de dungi jo tune pyar se taula
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
mahadev maine bachpan se ki hai teri bhakti
aaj mujhe vardan me bhole de de pyar ki shakti
o bhole de de pyar ki shakti
prem ki har na hone paye
prem ki har na hone paye
varna aag se mai gujrungi
pahan ke tere naam ka chola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
ro ro ke bola mera dil bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
bam bam bam bam bam bam bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
jay shiv shankar jay jay bhola
saanse bahki dahka angara
saanse bahki dahka angara
mujhko jaan lo, mujhko pahchan lo
baba re baba re
saanse bahki dahka angara
saanse bahki dahka angara
mujhko jaan lo, mujhko pahchan lo
baba re baba re
kabhi udd jaau banke main titali
kabhi ban jaau main ghata ki bijli
kabhi banu paani ki bunde, kabhi banu jalta angara
aayi waha aandhi main jaha se nikli
aayi waha aandhi main jaha se nikli
janeman dilruba
jaan lo main hu kya, main hu kya
saanse bahki dahka angara
mujhko jaan lo, mujhko pahchan lo
baba re baba re
main to jo bhi chaahu wo dikhaau karke
pichhe na hatu main duniya se dar ke
pure honge sapne mere maine to bas itna jana
jayega nasiba bachke khidhar se
jayega nasiba bachke khidhar se
koyi rokega kya ab mera raasta, raasta
saanse bahki dahka angara
mujhko jaan lo, mujhko pahchan lo
baba re baba re