saanso me chandan sa
aankho me kajal sa
hotho pe geeto sa
paanvo me payal sa
sapna mera sapna
pyara sapna sundar sapna
chhalka jo ghadta tha pyar se
bechain firti thi kispe lutau
ik raja rani ki chahat anokhi thi
kisko kahani sunau
ik sukh ko tarsi thi
aanchal ko kore laga de koi daag
sapna mera sapna
pyara sapna mitha sapna
jo kal aankho me tha aaj baaho me hai
mera sapna pyara sapna
mitha sapna mera sapna
kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke
har din ki halchal aaj mili khamosi
jhalki hai tan man me pyar bhari ye madhosi
badale badale mosam ke
mujhe rang nazar aate hai
kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke
ye ghadia fursat ki roz kaha milti hai
ab khushiya hath mera thame hue chalti hai
mere sath gagan ye dharti mera geet madhur gate hai
kabhi kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke
kitna bhala lagta hai suraj ka ye dhalna
duniya se dur chhup ke yaha
tera mera yu milna yaha
kabhi kabhi diwanepan ki hum
had se gujar jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
ke chalte chalte kuch der ther jate hai
kabhi kuch pal jiwan ke
insaniyat hi sabse pahla dharam hai insan ka
insaniyat hi sabse pahla dharam hai insan ka
iske bad hi panna kholo geeta or kuran ka
insaniyat hi sabse pahla dharam hai insan ka
iske bad hi panna kholo geeta or kuran ka
insaniyat hi sabse pahla dharam hai insan ka
kaun sa garnth ye kahta hai ye tera hai ye mera hai
kaun sa garnth ye kahta hai ye tera hai ye mera hai
sab hi sant kahe ye dunia char dino ka dera hai
yahi char din jiyo pyar se kyu khatra ho jan ka
iske bad hi panna kholo geeta or kuran ka
insaniyat hi sabse pahla dharam hai insan ka
pyar hi hai insan ka majhab
har bhasha ka matlab pyar
pyar hi hai insan ka majhab
har bhasha ka matlab pyar
ram rahim isha or nanak
pyar ki beena ke hai tar
dharm ke nam pe jhagda karna
kam hai ye shaitan ka iske bad hi panna kholo
geeta or kuran ka insaniyat hi sabse pahla
dharam hai insan ka
jago warna dunia ka gulshan virana ho jayega
jago warna dunia ka gulshan virana ho jayega
maut ki jeet me har ek insan bematlab so jayega
kuch na rahega kuch na bachega
itne bade jahan ka iske bad hi panna kholo
geeta or kuran ka
haar ke aayi hu main jag se
apni sharan mein rakhlo
aur na chahu jeena pal bhar
meri beenti sunlo mata meri mata
mata meri mata tum bin koi na
duja jagat mein tum bin koi na
duja jagat mein tu hi hai jeevan data
mata mata meri mata mata meri mata
shiv ki upasika shiv tere swami
tu shrishti sthiti ki roopa
shiv ki upasika shiv tere swami
tu shrishti sthiti ki roopa
aadi anant na pa saki koi
aadi anant na pa saki koi
shakti swaroopa sujata
mata mata meri mata mata meri mata
ab kit jau kisko sunau
tum bin dukh ki baate
ab kit jau kisko sunau
tum bin dukh ki baate
ghar ujda hai man ukhda hai
ghar ujda hai man ukhda hai
toot chuka sab naata
mata mata meri mata mata meri mata
itni daya kar itni kripa kar
charnon me tu apne rakhle
itni daya kar itni kripa kar
charnon me tu apne rakhle
main teri daasi tu meri maiya
main teri daasi tu meri maiya
tu sab sankat prata
mata mata meri mata mata meri mata
tum bin koi na duja jagat me
tum bin koi na duja jagat me
tu hi hai jeevan data
mata mata meri mata mata meri mata
mata meri mata
chhant gaye badal kaare
aaye din ujiyare
chhant gaye badal kaare
aaye din ujiyare
bhoola bhatka pathhaara mann
bhoola bhatka pathhaara mann
aaya sharan tihaare
aaye din ujiyare
chhant gaye badal kaare
aaye din ujiyare
kaun bada hai kaun hai chota
sab maa ki ankhon ke taare
kaun bada hai kaun hai chota
sab maa ki ankhon ke taare
preet bina sab kuch hai soona
preet bina sab kuch hai soona
geet naye ubhre
aaye din ujiyare
chhant gaye badal kaare
aaye din ujiyare
naino ke khaare ansu ab
moti ban kar chamak gaye
naino ke khaare ansu ab
moti ban kar chamak gaye
mere mann ke toote mandir
me asha ki deep jage
tera hath rahe sir mere
tera hath rahe sir mere
saare dukh bisre
aaye din ujiyare
chhant gaye badal kaare
aaye din ujiyare
kuch bhi or nahi chahu m
bas chahu m sharan rahu
kuch bhi or nahi chahu m
bas chahu m sharan rahu
tera pyar mila hai ab toh
tera pyar mila hai ab toh
preet megha barse
aaye din ujiyare
chhant gaye badal kaare
aaye din ujiyare
bhoola bhatka pathhaara mann
bhoola bhatka pathhaara mann
aaya sharan tihaare
aaye din ujiyare
chhant gaye badal kaare
aaye din ujiyare
din ujiyare din ujiyare
din ujiyare din ujiyare